Showing posts with label Dosti Shayari. Show all posts
Showing posts with label Dosti Shayari. Show all posts

Thursday, 31 October 2019

Saturday, 28 May 2016

बचपन वाला वो "रविवार" अब नही आता


बचपन वाला वो "रविवार" अब नही आता
दोस्त पे अब वो प्यार नही आता
जब वो कहता था तो निकल पड़ते थे बिना घड़ी देखे
अब घड़ी मे वो समय और वो वार नही आता
बचपन वाला वो "रविवार" अब नही आता
वो बायसिकल अब भी मुझे याद है जिसपे मैं उसके पीछे बैठ के खुश हो जया करता था
अब उसकी कार मे भी आराम नही आता
जीवन की राहो मे ऐसी उल्ज़ी है गुत्थियाँ
उसके घर के सामने से जा कर के भी उससे मिलना नही हो पता
वो मोगली, वो अंकल स्क्रूज़, ये जो है ज़िंदगी, सुरभि, रंगोली और वो चित्रहार अब नही आता
रामायण,- महाभारत, चाणकया का वो चाव अब नही आता
बचपन वाला वो "रविवार" अब नही आता
अब हर वार सोमवार है,
काम, ऑफीस, बॉस, बीवी, बच्चे
बस यही ज़िंदगी है
दोस्त से दिल की बात का इज़हार नही हो पता
बचपन वाला वो "रविवार" अब नही आता
बचपन वाला वो "रविवार" अब नही आता

Sunday, 22 May 2016

Aap Jaisa Dost Ek Hi Hain


Chand ke paas anek sitare hoge.
Magar sitaro ke paas ek hi chand hain.
Aap ke paas hum jaise laakh honge.
Magar hamare paas aap jaisa dost ek hi hain

Monday, 9 May 2016

Wo Hamre Liye Bekrar


Milne se dosti , judai se pyar.
hum unke liye wo hamre liye bekrar.
kya kre humare dil ne jo unke dil se kiya etbar.
na unko krar na humko krar.

Thursday, 5 May 2016

Ye Visvas Nahi Hota


Kisi ko apni khubiyo ka ehsas nahi hota,
Aap jaise Dosto ka milna itfak nahi hota,
Achha kuchh kiya hoga hamne,
Varna aap ho sath hamare,Ye visvas nahi hota.

Tuesday, 3 May 2016

Dosti Hum Is Tarah Se Nibhaenge


Aapki Dosti hum is tarah se nibhaenge,
aap roz khafa hona hum roz manayege,
par maan jana manaane se…..
warana bhigi palkain le k hum kahan jayenge…

Tera Dost Hona Meri Shaan Hai


Teri Muskuraht meri pehchaan hai,
Teri Khushi meri jaan hai,
Kuch bhi nahi meri zindgi…..
Bas itna samajh le ki tera Dost hona meri shaan hai!

Saturday, 30 April 2016

Dil ko Dil Se Churaya Aapne


Dil ko Dil se churaya aapne,
duur hote hue apna banaya aapne,
kabhi bhul nahi payenge aapko Dost…..
kyunki Dosti karna sikhaya hi hai aapne…..!

Friday, 29 April 2016

Sapne Tuut Jate Hai


Sapne tuut jate hai, apne ruuth jate hai,
Zindgi me kaise kaise mod aate hai,
magar jab bhi saath ho aap jaise Dosto ka…..
to raaho ke kaante bhi phuul ban jate hai…..!

Friday, 22 April 2016

Dosti Karna Aur Nibhana Tumse Sikha


Dosti Karna Aur Nibhana Tumse Sikha,
Is Duniyan Kitne Bore Log Hain Mene Dekha,
Aye Merra Dost Sath Dene Ke Liye Shukriya,
Jab Is Duniya Sub Ne Mera Sath Chordiya..

Sunday, 17 April 2016

Dosti Dil Hai Dimag Nahin

Dosti Dil Hai Dimag Nahin,
Dosti Soch Hain Aawaj Nahi,
Koi Ankhon Se Nahi Dekh Sakta Dosti Ke Jajbo Ko,
Kyunki Dosti Ehsaas Hai Andaz Nahin…
-P2S

Thursday, 14 April 2016

Dost To Ayina Hote Hai


Kehte hai dil ki baat har kisi ko kahi nahi jati.
Apno ko bhi batayi nahi jati.
Par DOST to ayina hote hai
Aur ayine se koi baat chuppai nahi jati…

Wednesday, 13 April 2016

Dost Hazar Nahi Sirf Ek Chahiye


Dost hazar nahi sirf ek chahiye,
Sukh-dukh mein de saath woh yaar chahiye,
Hum kisi ko bhulate nahi,
Lekin jo yaad rakhe hume woh yaar chahiye…

Tuesday, 12 April 2016

Khubsurat Dosti Ka Nata Hai


Ye to khubsurat dosti ka nata hai,
Jo bina kisi shart ke nibhaya jata hai,
Rahe duriya to parwah nahi,
Kyon ki dosti ko har pal dil me basaya jata hai…

Sunday, 10 April 2016

Dosti Ne Bohat Kuch Sikhla Diya


Teri dosti ne bohat kuch sikhla diya,
Meri khamosh duniya ko jaise hasa diya,
Karzdaar hoon main khuda ka,
Jiss ne mujhe aap jaise dost se mila diya…

Saturday, 9 April 2016

Dost Par To Dunia Kurban Hai


Doston maut se darta kaun hai,
Pyar ho jata hai darta kaun hai,
Tum jaise Dost par to dunia kurban hai,
aur tum puchhte ho ki hum par marta kaun hai.

Friday, 8 April 2016

Sukhe Gulab Milte Hai Kitabon Mein


Kuch saalo baad najane kya sama hoga,
Najane kaun dost kaha hoga,
Phir milna hua toh milenge yaadon mein,
Jaise sukhe gulab milte hai kitabon mein…

Saturday, 26 March 2016

Dosti Ki Saugat Hogi


Dosto k liye ye Dosti ki saugat hogi,
naye log honge nayi baat hogi,
Hum har haal me Muskurate rahenge…..
agar tumhari Dosti humare sath hogi

Friday, 25 March 2016

Jamana Jalta Hai


Roshni ho to diya jalta hai,
Shamma ho to parwana jalta hai,
Rishte na ho to Dil jalta hai,
Aur aap jaise Dost ho to Jamana jalta hai.

Monday, 7 March 2016

Hazaar Mil Jayenge


Dilon ko khareedne wale hazaar mil jayenge,
tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge. 
Milega na tumko hum jaisa koi, 
milne ko to dost beshumar mil jayenge.