Sayari Tube is the online source of poetry, written on subject like love, sad, emotions, society etc. by various writers.
Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts
Showing posts with label Sad Shayari. Show all posts
Thursday, 31 October 2019
Tuesday, 2 April 2019
Nigaahon Se Gir Gaye.
Girna Tha Jo Aapko Toh Sau Maqaam The,
Ye Kya Kiya Ke Nigaahon Se Gir Gaye.
गिरना था जो आपको तो सौ मक़ाम थे,
ये क्या किया कि निगाहों से गिर गए।
Friday, 10 June 2016
Dil Kyun Banaya Rabb Ne
Jab Todna Hi Tha Sab Ne Dil Kyun Banaya Rabb Ne
Jab Todna Hi Tha Sab Ne Dil Kyun Banaya Rabb Ne
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Tujhse Door Raasta Ho Gaya Toh Safar Hi Sazaa Ho Gaya
Lamhon Se Kya Shiqayat Karein Hum Waqt Hi Khhafa Ho Gaya
Kisko Batayein Ab Ise Samjhayein Dard Dilon Ke Ab Kisko Dikhayein`
Samjhe Na Koi Majbooriyan Milne Lagin Hain Jo Dooriyan
Dil Ne Toh Ye Chaha Nahi Fir Kisne Di Hai Manjooriyan
Samjhe Na Koi Majbooriyan Milne Lagin Hain Jo Dooriyan
Dil Ne Toh Ye Chaha Nahi Fir Kisne Di Hai Manjooriyan
Jaaniya Tu, Aayi To Jiye Tu Gayi To Gaye Jaan Se
Jaaniya Barasne Lahe Aansu Aankhon Ke Aasmaan Se
Aankhon Ke Aasmaan Se Rulana Hi Tha ‘gar Khuda
Phir Kyun Mujhe Hansaya Tha Chheen Liya Tune Yahan
Jo Bhi Mera Humsaaya Tha Rulana Hi Tha ‘gar Khuda
Phir Kyun Mujhe Hansaya Tha Chheen Liya Tune Yahan
Jo Bhi Mera Humsaaya Tha Jo Bhi Mera Humsaaya Tha
Janiya Phir Milenge Kabhi Inn Raahon Pe Kisi Mod Pe
Janiya Dil Jaane Laga Inn Dhadkano Ko Ab Chhod Ke
Jab Todna Hi Tha Sab Ne Dil Kyun Banaya Rab Ne
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Tujhse Door Raasta Ho Gaya Toh Safar Hi Sazaa Ho Gaya.
Friday, 20 May 2016
Tujhe Kab Ka Bhula Diya

Pyar ne ye kaisa tohfa de diya,
Mujhko gumo ne pathar bana diya.
Teri yaadon main hi kat gayi ye umar,
Kehta raha tujhe kab ka bhula diya…
Wednesday, 11 May 2016
Friday, 8 April 2016
Jab Chala Jaunga Mein
Ek din jab chala jaunga mein
dekhna bahut yaad aunga mein
Roya karogi jab meri yaad me tum
Anshu ban palkon se bah jaunga mein
Thak jaogi jab dhoop me chalte chalte
Ban ke baadal tum par baras jaunga mein
Manzil hai door bas chalte jana tum
lagi har thokar par tumko uthaunga mein
Tanhai se dar lagta hai tumko me janta hun
dekhna har gali har mod par nazar aunga mein
Yun to har baar gam hi diya is zindagi ne
bachi khusiyan bhi tere naam kar jaunga mein
Jab bhi raat me dekhogi asmaan ki taraf
Ban ke tara yun hi jhilmilaunga mein
Ek din jab chala jaunga mein
Dekhna bahut yaad aunga mein
Friday, 4 March 2016
Kya Kudha Bhi Ussi Ka Tha
Manzil bhi ussi ke thi, raasta bhi ussi ka tha…
Main sifr ekela tha, baki sab kaarwa bhi ussin ka tha…
Meri saath chalne ke soch bhi ussi kit hi,
phir meri ko chdne ka faisla bhi ussi ka tha…
Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha,
ab aansoo ka samandar bhi ussi ka ka hai,
Mera dil agsar ab swaal karta hai mujse,
ke sab kuch ussi ka tha per ….
“kya kudha bhi ussi ka tha”
Saturday, 30 January 2016
Wednesday, 20 January 2016
Koi Phir Se Na Rula De.
Aansoo main na dhondna humhein.
Hum dil main bass jayege.
Taman na ho agar milne ki.
To bhand aankhon main nazar ayeege.
Lamla lamla waqt guzar jayega.
Chand lamho main daman choot jayega.
Aaj waqt mila hai do baate karlo humse.
Kal kya pata koun appki zindagi main ajayega.
Pass akar sabhi door jate hai.
Hum akele the akele reh jayege.
Dil ka dard kisse dekhai.
Marhum lagane wala zakham de jata hai.
Waqt to humhein bhula chuka hai.
Muqaddar bhula na de.
Dosti dil se hum is liye nahin karte.
Kyun ke darte hai koi phir se na rula de.
Zindagi main humesha naye log milege.
Kahiin zeyaada to kahiin kaam milege.
Eitebar zara soch ke karna.
Mumkin nahin har jaga tumhein hum milege.
Khusboo ki tarah apke pass bikar jayege.
Sukoon ban kar dil main utar jayege.
Mehsos karne ki khoshish to kijiye.
Door hote hue bhi hum pass nazar ayege.
Tuesday, 12 January 2016
Dil Ko Qarrar Aye
Dekh kar jisy Dil ko qarrar aye ga,
Lout kar kabhi to mera wo yaar aye ga,
Wo mujhy bhol bhi gaya hai to koi baat nahi,
Magar khayal usko mera bar bar aye ga,
Main Janta hon usky Dil mein mery liye nafrat hai magar,
Ek Din wo mery pas ho k shram-saar aye ga,
Wo bhi ro dy ga meri halat dekh kr,
Mohabat pe meri phr usko aitbaar aye ga,
Kehta phiry ga wo logo se bohat acha tha mera yaar,
Jab maiyat pe Meri wo ho k ashk-baar aye ga,
Monday, 11 January 2016
Aaj Phir Raat Basar Ho Hi Gayi
“Raat kat-ti rahi chaand dhalta raha”
“Aatish-e-Hijar Mein koi jalta Raha”
“Ghar ki tanhaiyaan Dil ko Dasti rahin”
“Koi Bechain karwat Badalta Raha”
“Aas-o-Umeed ki shamma Roshan Rahi”
“Ghar ki Dehleez ko koi takta raha”
“Raat Bhar Chaandni Gungunati Rahi”
“Raat Bhar koi tanha Sisakta Raha”
“Ashk Palkon Pe aa k Bikharte Rahey”
“Naam Lab pe kisi ka Larzta Raha”
“Aaj Phir Raat Basar Ho Hi Gayi”
“Aaj Phir koi khud Se Ulajhta Raha”
Tumaray Bin Nai Jeena
Muje Us Se Kehna Tha,K, Mujh Ko Yad Mat Kerna..
Tarap Kr Meri Judai Me,Ye Dil Barbad Mat Karna..
Tum Honton Pe Hansi Koi,Kahin Se Qaid Kar Lena..
Jo Mujh Se Door Ho Jao,Usay Azad Mat Karna..
Jo Tum Ko Jeena Hi Thehra,Kisi Bhi TarhaN Ji Lena..
Mgr Tum Zindgi Se Ab,Koi Faryad Mat Karna..
Mgr Ye Sb Jo Kehna Tha,Ye Us Se Kb Kaha Main Ne,
Tumaray Bin Nai Jeena,Bs Itna Keh Dia Main Ne..
Sunday, 10 January 2016
Zindagi Itni Dukhi Mere Sivaa Kis Ki
Zakhm-e-tanhai me khushbo-e-hina kis ki thi
Sayaa devaar permera tha, sada kis ki thi
Uski raftar se lipti raheen ankhen meri
Usne murr kar bhi na dekha k wafa kis ki thi
Ansuon se hi bhar gaya daman mera
Haath tu main ne uthaye thy dua kis ki thi
Meri Aahoun ki zuban koisamajhta keise
Zindagi itni dukhi mere sivaa kis ki thi
Aag se dosti uski thi, jala ghar mera
Di gai kis ko saza aur khata kis ki thi
Monday, 7 December 2015
Subscribe to:
Posts (Atom)