Jab Todna Hi Tha Sab Ne Dil Kyun Banaya Rabb Ne
Jab Todna Hi Tha Sab Ne Dil Kyun Banaya Rabb Ne
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Tujhse Door Raasta Ho Gaya Toh Safar Hi Sazaa Ho Gaya
Lamhon Se Kya Shiqayat Karein Hum Waqt Hi Khhafa Ho Gaya
Kisko Batayein Ab Ise Samjhayein Dard Dilon Ke Ab Kisko Dikhayein`
Samjhe Na Koi Majbooriyan Milne Lagin Hain Jo Dooriyan
Dil Ne Toh Ye Chaha Nahi Fir Kisne Di Hai Manjooriyan
Samjhe Na Koi Majbooriyan Milne Lagin Hain Jo Dooriyan
Dil Ne Toh Ye Chaha Nahi Fir Kisne Di Hai Manjooriyan
Jaaniya Tu, Aayi To Jiye Tu Gayi To Gaye Jaan Se
Jaaniya Barasne Lahe Aansu Aankhon Ke Aasmaan Se
Aankhon Ke Aasmaan Se Rulana Hi Tha ‘gar Khuda
Phir Kyun Mujhe Hansaya Tha Chheen Liya Tune Yahan
Jo Bhi Mera Humsaaya Tha Rulana Hi Tha ‘gar Khuda
Phir Kyun Mujhe Hansaya Tha Chheen Liya Tune Yahan
Jo Bhi Mera Humsaaya Tha Jo Bhi Mera Humsaaya Tha
Janiya Phir Milenge Kabhi Inn Raahon Pe Kisi Mod Pe
Janiya Dil Jaane Laga Inn Dhadkano Ko Ab Chhod Ke
Jab Todna Hi Tha Sab Ne Dil Kyun Banaya Rab Ne
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Koi Na Mila Jiska Dil Toota Hi Naa Ho Jag Mein
Tujhse Door Raasta Ho Gaya Toh Safar Hi Sazaa Ho Gaya.
No comments:
Post a Comment