Monday, 7 March 2016

Hazaar Mil Jayenge


Dilon ko khareedne wale hazaar mil jayenge,
tumko daga dene wale bar-bar mil jayenge. 
Milega na tumko hum jaisa koi, 
milne ko to dost beshumar mil jayenge.

Friday, 4 March 2016

Kya Kudha Bhi Ussi Ka Tha


Manzil bhi ussi ke thi, raasta bhi ussi ka tha…
Main sifr ekela tha, baki sab kaarwa bhi ussin ka tha…
Meri saath chalne ke soch bhi ussi kit hi, 
phir meri ko chdne ka faisla bhi ussi ka tha…
Meri aankhoon main sapna bhi ussi ka tha, 
ab aansoo ka samandar bhi ussi ka ka hai,
Mera dil agsar ab swaal karta hai mujse, 
ke sab kuch ussi ka tha per ….
“kya kudha bhi ussi ka tha”

Thursday, 3 March 2016

Itna Aasan Nahi Hota




Bhul jana yaron itna aasan nahi hota,
Zakhmon ke nishan mitana aasan nahi hota.
Mana ho jisne yaar ko khuda,
Unko chhor jana asaan nahi hota…

Wednesday, 2 March 2016

फूलों की तरह लब खोल कभी


फूलों की तरह लब खोल कभी
ख़ुशबू की ज़ुबाँ मे बोल कभी

अलफ़ाज़ परखता रहता है
आवाज़ हमारी तोल कभी

अनमोल नहीं लेकिन फिर भी
पूछो तो मुफ़्त का मोल कभी

खिड़की में कटी है सब रातें
कुछ चौरस और कुछ गोल कभी

ये दिल भी दोस्त ज़मीं की तरह
हो जाता है डाँवांडोल कभी

Do Pal Ki Zindgi


Do pal ki zindgi, yu hi beet jayegi.
Kali raat k baad nayi Subah ayegi.
Agar Doston ki yaad satayegi to kasam se
aapki yaad sabse pehle aayegi…..!